Pyar kya hota hai(What's love)
Muhabbat pyar love kya hai ? Ye ques har insan k dil aur dimag me us waqt janm leta hai jab usey bhi pyar ka koi ehsas choone lagta hai....? Pyar kya hota hai ? Kab hota hai ? Kaise hota hai ? Kyu hota hai ? Kisse hota hai ? Kya nishani hai pyar ki ? Kya dubara pyar ho sakta hai ? Kya pahla pyar hamesha yaad rahta hai ? Kya zindagi pyar k bina namumkin hai? Kya pyar hi zindagi hai ? Kya insan pyar k bina adhoora hai ? Is tarah k aur bhi najane kitne sawal dil me ubharte machalte rahte hain...ab bat ye hai ki ahir in sawalo k jawab kon de...kya kudi ek insan k liye im sare sawalo k jawab dena asan hai ....? Nhi kyuki zindagi to sab jee rahe hn lekin alag alag tarah se pyar ek hi ehsas hai lekin har kisi ki zindagi me alag tarah se entry karta hai aur exit hota hai isliye pyar ki paribhasha har insan k liye alag alag hai ....koi kahta hai pyar phool hai to koi kahta hai pyar shool hai, kisi k liye khusbu hai to kisi k liye fa...